Toota Jo Kabhi Tara Songtext
von Sachin-Jigar
Toota Jo Kabhi Tara Songtext
Kisi shaam ki tarah tera rang hai khila
Main raat ik tanha, tu chaand sa mila
Haan, tujhe dekhta raha kisi khwaab ki tarah
Jo ab saamne hai tu, ho kaise yaqeen bhala?
Toota jo kabhi taara
Sajna ve, tujhe Rab se maanga
Rab se jo maanga, miliya ve
Tu miliya toh jaane na doonga main
Haan, maine suni hai pariyon ki kahaani
Waisa hi noor tera, chehra hai tera roohani
Aa, tujhko main apni aaja meri baahon mein chhupa loon
Haan, apni is zameen ko kar doon main aasmaani
Zindagi rok doon main ab tere saamne
Pal-do-pal jo ruke tu mere saath mein
Toota jo kabhi taara
Sajna ve, tujhe Rab se maanga
Rab se jo maanga, miliya ve
Tu miliya toh jaane na doonga main
Itni bhi hasin main nahin, o yaara ve
Mujhse bhi hasin toh tera yeh pyaar hai
Haan, itni bhi hasin main nahin, o yaara ve
Mujhse bhi hasin tera pyaar...
Ki tera-mera pyaar yeh, jaise khwaab aur dua
Haan, sach kar raha inhe dekho mera Khuda
Toota jo kabhi taara
Sajna ve, tujhe Rab se maanga
Rab se jo maanga, miliya ve
Tu miliya toh jaane na doongi main

Writer(s): Sachin, Jigar, Priya Saraiya Lyrics powered by www.musixmatch.com