Do Baatein Ho Sakti Hai Songtext
von Kumar Sanu
Do Baatein Ho Sakti Hai Songtext
Do baatein ho sakti hai
Sanam tere inkaar ki
Do baatein ho sakti hai
Sanam tere inkaar ki
Ya duniya se tu darti hai
Ya duniya se tu darti hai
Ya qadar nahi mere pyar ki
Do baatein ho sakti hai
Sanam tere inkaar ki
Do baatein ho sakti hai
Sanam tere inkaar ki
Ya duniya se tu darti hai
Ya duniya se tu darti hai
Ya qadar nahi mere pyar ki
Do baatein ho sakti hai
Sanam tere inkaar ki
Kabse khada main raahon mein apna dil bichaye
Kabse khada main raahon mein apna dil bichaye
Lekin meri mohabbat pe tujhko yakeen na aaye
Lekin meri mohabbat pe tujhko yakeen na aaye
Do baatein ho sakti hai
Sanam tere takraar ki
Do baatein ho sakti hai
Sanam tere takraar ki
Ya dil hai tera patthar ka
Ya dil hai tera patthar ka
Ya chahat nahi dildaar ki
Do baatein ho sakti hai
Sanam tere inkaar ki
Dar hai kahin is jeevan ka sapna toot na jaaye
Dar hai kahin is jeevan ka sapna toot na jaaye
Main ban jaaon pagal aur duniya hasi udaye
Main ban jaaon pagal aur duniya hasi udaye
Do baatein ho sakti hai
Ab toh jeet ya haar ki
Do baatein ho sakti hai
Ab toh jeet ya haar ki
Kehde mujhse main mar jaaon
Kehde mujhse main mar jaaon
Ya thaam le baahein yaar ki

Writer(s): Anu Malik, Faaiz Anwar Lyrics powered by www.musixmatch.com