Songtexte.com Drucklogo

Nahin Nahin Koi Tumsa Haseen Songtext
von Kishore Kumar & Asha Bhosle

Nahin Nahin Koi Tumsa Haseen Songtext

Nahin, nahin (aur kya?)
Are, nahin, nahin (are, baba, kya?)

Nahin, nahin koi tum sa haseen
Nahin, nahin koi tum sa haseen
Ho, Iska hai matlab dekhe hain tumne lakhon haseen
Are, nahin, nahin, nahin, nahin

Nahin, nahin koi tum sa haseen
Nahin, nahin koi tum sa haseen
Nahin, nahin koi tum sa haseen
Ho, Iska hai matlab dekhe hain tumne lakhon haseen
Are, nahin, nahin, nahin, nahin
Nahin, nahin koi tum sa haseen

Yun hi thodi der ko main to shayar ban gaya
Yun hi thodi der ko main to shayar ban gaya
Maine to dekha nahin jalwa koi husn ka

Tum mein hai jo baat kisi mein, ho
Tum mein hai jo baat kisi mein
Dekhi na woh baat kahin (achchha ji)


Are, nahin, nahin, nahin, nahin
Nahin, nahin koi tum sa haseen
Nahin, nahin koi tum sa haseen
Nahin, nahin koi tum sa haseen

Main yeh kaise maan loon tum itne anjaan ho?
Main yeh kaise maan loon tum itne anjaan ho?
Tum kitni masoom ho, tum kitni nadaan ho

Lekin tum ho mere jaise, ho
Lekin tum ho mere jaise
Main kaise kar loon yaqeen

Are, nahin, nahin, nahin, nahin
Nahin, nahin koi tum sa haseen
Nahin, nahin koi tum sa haseen
Nahin, nahin koi tum sa haseen

Maine maana, aapko mujhse sachcha pyar hai
Maine maana, aapko mujhse sachcha pyar hai
Par mardon ki zaat ka koi aitbaar hai

Jahan pe dekhi koi achchhi, ho
Jahan pe dekhi koi achchhi
Soorat, dil kho gaya wahin


Are, nahin, nahin, nahin, nahin
Nahin, nahin koi tum sa haseen
Nahin, nahin koi tum sa haseen
Nahin, nahin koi tum sa haseen
Ho, Iska hai matlab dekhe hain tumne lakhon haseen
Are, nahin, nahin, nahin, nahin
Nahin, nahin koi tum sa haseen

Songtext kommentieren

Log dich ein um einen Eintrag zu schreiben.
Schreibe den ersten Kommentar!

Beliebte Songtexte
von Kishore Kumar & Asha Bhosle

Fans

»Nahin Nahin Koi Tumsa Haseen« gefällt bisher niemandem.