Samay O Dhire Chalo (Female Version, 2) Songtext
von Asha Bhosle
Samay O Dhire Chalo (Female Version, 2) Songtext
Samay o dhiire chalo
Bujh gai raah se chhaanv
Dur hai dur hai pi ka gaanv
Dhire chalo dhire chalo
Ji ko bahala liya
Tune aas niraash ka khel kiya
Tune aas niraash ka khel kiya
Chaar dinon mein koi jiya na jiya
Chaar dinon mein koi jiya na jiya
Zahar ye saans ka piya na piya
Zahar ye saans ka piya na piya
Ye hava sab le gai
Kaaravaan ke nishaan bhi uda le gai
Udati havaaon vaale milenge kahaan
Udati havaaon vaale milenge kahaan
Koi bata do mere piya ka nishaan
Koi bata do mere piya ka nishaan
Samay o dhiire chalo
Bujh gai raah se chhaanv
Dur hai, dur hai pi ka gaanv
Dhire chalo dhiire chalo.
Bujh gai raah se chhaanv
Dur hai dur hai pi ka gaanv
Dhire chalo dhire chalo
Ji ko bahala liya
Tune aas niraash ka khel kiya
Tune aas niraash ka khel kiya
Chaar dinon mein koi jiya na jiya
Chaar dinon mein koi jiya na jiya
Zahar ye saans ka piya na piya
Zahar ye saans ka piya na piya
Ye hava sab le gai
Kaaravaan ke nishaan bhi uda le gai
Udati havaaon vaale milenge kahaan
Udati havaaon vaale milenge kahaan
Koi bata do mere piya ka nishaan
Koi bata do mere piya ka nishaan
Samay o dhiire chalo
Bujh gai raah se chhaanv
Dur hai, dur hai pi ka gaanv
Dhire chalo dhiire chalo.
Writer(s): Gulzar, Bhupen Hazarika Lyrics powered by www.musixmatch.com