Barsaat Songtext
von Armaan Malik
Barsaat Songtext
Hoke judaa khush ho agar, hans ke bichad jaaoonga
Keh de mujhe dil se tere khud hi utar jaaoonga
Kar faisla abhi ke abhi, kyun bewajah intazaar hai?
Ya phir mujhe tum rok lo, ′gar mere liye dil mein pyaar hai
Phir aaj hai dil ro raha, sab keh rahe "Barsaat hai"
Phir aaj hum khaamosh hain, shaayad koyi to baat hai
Tere liye iraade mere main na badal paaoonga
Chaahe milo jitnon se tum, sab mein nazar aaoonga
Saanson mein hai jo bhoolna itna bhi kahaan aasaan hai
Karke dekh le 100 koshishein naamumkin si ye baat hai

Writer(s): Lal-kamal, Kulvider Singh Hundal Lyrics powered by www.musixmatch.com