Sanam re Songtext
von Arijit Singh
Sanam re Songtext
Bheegi-bheegi sadkon pe main tera intzaar karoon
Dheere-dheere dil ki zameen ko tere hi naam karoon
Khud ko main yoon kho doon ke phir na kabhi paaoon
Haule-haule zindagi ko ab tere hawale karoon
Sanam re, sanam re, tu mera sanam hua re

Karam re, karam re, tera mujh pe karam hua re

Tere qareeb jo hone laga hoon toh toote saare bharam re

Baadalon ki tarah hi toh tune mujh pe saaya kiya hai
Baarishon ki tarah hi toh tune khushiyon se bhigaaya hai
Aandhiyon ki tarah hi toh tune hosh ko udaaya hai
Mera muqadar sanvaara hai yoon naya savera jo laayaa hai too
Tere sang hi bitaane hain mujhko mere saare janam re
Sanam re (sanam re), sanam re (sanam re)
Tu mera sanam hua re

Karam re (karam re), karam re (karam re)
Tera mujh pe karam hua re (mujh pe karam hua re)

Mere sanam re, mera hua re
Tera karam re mujh pe hua ye

Writer(s): Mithoon Lyrics powered by www.musixmatch.com