Is Deewane Ladke Ko (With Dailogue) Songtext
von Alka Yagnik
Is Deewane Ladke Ko (With Dailogue) Songtext
Mere khuda kisi ko pyaar kee hawa na lage
Aadab
Is deewaane ladke ko koyi samajhaae
Pyaar mohabbat se na jaane kyun ye ghabaraae
Is deewaane ladke ko koyi samajhaae
Pyaar mohabbat se na jaane kyun ye ghabaraae
Dard-e-dil jaane naa
Is deewaane ladke ko koyi samajhaae
Pyaar mohabbat se na jaane kyun ye ghabaraae
Dard-e-dil jaane naa
Is deewaane ladke ko koyi samajhaae
Pyaar mohabbat se na jaane kyun ye ghabaraae
Ye javaani kee dhoop naa dekhe
Kuch Romeo kuch farhaad hue
Is rang rup kee chahat mein
Ishq mein iske baawari hoon main
Ye bhala hai to kya buree hoon main
Ye ladkaa hai phir bhee
Is deewaane ladke ko koyi samajhaae
Pyaar mohabbat se na jaane kyun ye ghabaraae
Jaanati hoon main ye tadapata hai
Pyaar mein iskaa dil dhadakata hai
Jise dekho dil kee dhuni ramata
Ye akele mein aah bharta hai
Phir bhee kehane se ye kyun darataa hai
Sach kuch bhee bole naa
Is deewaane ladke ko koyi samajhaae
Pyaar mohabbat se na jaane kyun ye ghabaraae
Dard-e-dil jaane naa
Is deewaane ladke ko koyi samajhaae
Pyaar mohabbat se na jaane kyun ye ghabaraae
Dil kee baathon ko hothon se nahin kehthe
Ye fasaana to nigahon se bayaan hota hai

Writer(s): Sameer Anjaan, Jatin Pandit, Lalitraj Pandit Lyrics powered by www.musixmatch.com